Accessibility option On/Off kaise kare? Hindi mein

 Hello doston to kaise ho, aap log asha karta hun ki aap Sabhi acche Honge| To Aaj Fir main aapke liye ek aur naye artical ke sath aaya hun, To Aaj Ke Artical mein Apko bataunga| Ki What are Accessibility options? Aur Esh Option ko kese mobile mein Accessibility options Kaise Hataye? ya fir hum mobile mein Accessibility options Kaise Laye ? To me Apko is Aartical mein Eshi ke bare me Bataunga| To article pura padhe| 

Techblash

Aap me se Bahut sare log hote Hain|Jinhe Mobile me Accessibility menu ya Accessibility option kya hota hai, Iska upyog kab karna hai aur chalu ya fir Band kaise kare. Yha nhi pata hota hai. accessibility menu ko hum accessibility option bhi bol sakte hain| Aaj se kuch time pahle mobile mein 3button hote the jisme back button,Home button, recent Tab button hota tha | lekin ab ek aur button hume mobile ke navigation bar me dekhne ko mil jata hain.yha button log ko emoji jesa dikhta hain . Aap niche is image mein bhi dekh sakte hain. ki yah is user Ki tarah ya dikhta Hai .aur ise  Ham accessibility yha accessibility option khate hain . Yah mobile mein uplabdh ek advance feature hai per bahut sare log is feature ka upyog nahin karte hain kyunki unko iske bare mein pata nahin hota hai per | Ab hum dekhege .ki Iska upyog kaise karte hain|

Ab aapke dimag mein yah sawal Aata Hoga Ki yah option kis kam ka hai aur isase ham kya fayda hai Doston main aapko Bata deta hun ki yah Ek shortcut menu Hai jiski madad se aap mobile ki bahut sari setting ko ek jagah se control kar sakte hain . aap yahan se apne mobile ki volume power ,lock screen, screen shot, aur iske alava bhi bahut kuch Ek jagah se control kar sakte hain .Agar aapke mobile mein koi button Kam nahin karta hai .ya FIR volume button ,aur power button ,kharab ho jaaye to aap Accessibility menu ki madad se bhi apna Kam chala sakte hain|yah feature hamen mobile mein isliye bhi diya jata Hai. kyunki iska upyog Karke apne mobile ke button ko kharab hone se bachaya ja sakta hai|

Mobile Me Accessibility Menu turn On /Off kaise kare |

Accessibility menu ka option vaise to aap sabhi mobile mein visible rahata Hai. per aapke mobile mein yah option visible nahin Hai .ya FIR visible hai .aur aapka isko off karna hai to niche bataenge| Step ko follow kare .

Step 1 :- Aapko sabse pehle Apne Mobile ki Main setting ko Khol lena hoga| 

Techblash


Step 2 :- Apko Isme bahut sare Options dikhai de rahe Honge| Apko Additional setting ke option par click karna hai.

Techblash


Step 3 :- additional setting mein bhi kuchh option dekhne Ko Mil jaate Hain To aapko ismein se ek option Accessibility ka bhi dekhne Ko Mil jaega is per click Karen|

Techblash


Step 4 :- Jaise hi aap Accessibility ke option per click karoge |To aapko uske andar kuch option dekhne ko Milenge| ismein se aapko Accessibility menu ka option select karna hai| yahi option ham find kar rahe hain|

Techblash


Step 5 :- To ab aapka Accessibility option enable ho gaya hai |aap Agar is feature ko disable karna chahte ho ,to isko on Karen. aur Agar aapko lagta hai ,ki option mere Liye jyada useful nahin Hai To aap isko off kar sakte hain|

Techblash


To is Tarah Aap log bhi Mobile Accessibility menu ke option ko Apne Mobile me On ya off kar sakte hain. Aapko yha feature Acha laga hai to is option ko on rahne de isse aapko mobile ki bahut sari setting Ek jagah per dekhne Ko Mil jayegi aur aap isko control bhi kar sakte hain per aapko lagta hai yah feature  mere Liye upyogi nahin hai aur aapko screen per isko  hide karna hai .to aapko kar sakte hain .isase aapke navigation bar se iska icon remove ho jata hai ,To yah apki  jarurat ke upar hai. aap apne hisab se isase on\ off kar sakte hain|

Accessibility menu ke Upyog Aur anupyog |

Accessibility menu Ek Aisa option hai| jiska Sahi upyog kiya jaaye to bahut kamal ka option hai lekin kuchh logon Ko iski position Se pareshani Hoti Hai kyunki iska icon menu bar mein corner per hota hai aur is vajah se typing karne mein dikkat hoti hai Jab Bhi kuchh type karte Hain apne mobile mein to yah menu hamari hatheli se touch ho jata hai aur open ho jata hai yahi iski Ek Sabse badi problem hai aur yahi iska Ek anupryog ka Karan hai iske alava is picture ka use karne mein koi problem nahin Hai|
Ab Agar anupryog Ki Baat karen to vah sab to aapko Ham is post mein Bata chuke hain aap iski madad se apne mobile ki bahut sari setting Ek jagah se control kar sakte hain|

Conclusion:- Hello dosto Ashan Karta Hun| ki aap ko aaj ka artical achcha Laga Ho. Aaj humne is Aartical mein aapko bataya.Ki kaise hum Accessibility menu ko On /Off kar sakte hain|
Agar Aapko yha Aartical Acha laga Ho , To Apne doston ko bhi social media per share Karen Taki unhen bhi kuch naya sikhne ko mile। Aaj ke liye Bus itna hi FIR milenge Ek aur naya artical ke sath|
Aapka Din Shubh Ho|

Post a Comment

0 Comments