Google (gmail id) ka password bhul gaye । Kya kare Hindi me jane ।
Hello doston kaise ho, aap log asha karta hun aap Sabhi acche Honge| to main aaj ke is Aartical mein aapko bataunga| ki apna Gmail account ke password bhul jaane per Kya Karen| aur apne Gmail ko fir se kaise start kar sakte hain| aap main se Kai log Gmail ID banate hain| lekin samay ke Sath-sath aap Sabhi password bhul jaate Hain|
![]() |
Techblash.Com |
Vah aap fir se login nahin kar paate Ho, To aise mein Ham Kya Karen Gmail ID ka password bhul jata hai aur apna password kaise banaen |jisse Ham Kabhi bhul hi Na paye ,to doston Aaj ke is artical mein aapko password bhul jaane per Kya Karen |is topic per is artical ki madad se bataunga| aap mein se Kai log apna password khud Se banaa Lete Hain| lekin aise Bhi log Hote Hain, Jo apna password nahin banaa Sakte jiski vajah se aapko Bar-Bar online center Jana padta hai, aur vahan paise lagte Hain, To Main aapko saral password banate bataunga| jisse aap kabhi bhi nahin bhuloge ,to last Tak bane rahiye chaliye shuru karte Hain|
Gmail ka New possword kese banaye। in hindi
Dekhiae jaisa ki maine pahle hi aapko bataya tha|ki Gmail ID ka password banana Koi badi Baat nahin hai |Main aapko Ek ke bad Ek step mein bataunga bus aap log mere dwara bataye Gaye step Ko dekhkar aap bhi saral password banaa sakte ho aur aap usse Kabhi bhuloge hi nahin balki FIR aapko khud Se hi banaa loge ,aur Apne doston ko bhi sikha doge |aap apne Gmail ka password apne mobile phone se hi Badal sakte ho|
Step 1:- aapko sabse pahle apne mobile phone ya FIR Apne laptop ya computer mein Gmail ko Khol lena hai| yahan per aapko vah wala account chunna hoga| jiske aap password bhul gaye ho ya FIR use another account per jakar apna account dalen| jiska aap password badalna chahte ho FIR next per click Karen|
Step 2 :- Gmail ID dalne ke bad aapko niche password ka box dikhai de raha hoga| Uske niche aapko Ek password forget likha hua dikhai de raha hoga| usse dabaiye| Uske bad, |
Step 3 :- Uske Baad confirmation Ka Karna Hoga|Uske bad aapko vah mobile number dalne Honge| Jo number aap mobile mein upyog kar rahe ho FIR aapke pass Ek OTP aaega| jisse aapko confirmation box ke andar dalna Ho ka ki Google ho ya Pata lag sake ki aap kaun aapka hi hai|
Step 4:- FIR aapke samne ek page khulega| jismein aapko naya password dalne ke liye bola jaega ,To aapko do box dikhai de rahe Honge| UN donon box mein Ek jaisa password hona chahie password dalne ke baad Confirm kar de ।
Uske bad aap apne Gmail se bahar nikal jaaye |aur fir se apne Gmail account ko kholen |Uske bad apna Gmail ID dalen Uske bad niche password ke box mein vah password Dale, Jo aapane naya banaya hai FIR aapka jivan khul jaega| aap ek saral password kaise banaa sakte hain|
Gmail ID Ke liye sahi our saral password Kaise Banaye janiye ।
Ab tak maine aapko Gmail ke password ko kaise Badal sakte hain| yah bataya hai, lekin samay ke Sath-sath aap password bhul jaayenge| iske liye main aapko saral shabdon mein kahun To Ek Aisa password banaa kar bataunga| jisse aap kabhi bhi nahin bhul paoge Ek saral password banane ke liye aapko is tarah ka password banana hoga aapko Apne janmdin per Apne password dalen taki aap use password Ko nahin bhul paoge Jaise:- (Raj@2021 , Meena&1996 ,Shyam#1995) is tarah ka password bnao to aap kabhi bhi nahin bol paoge|
Conclusion :- to doston Aaj mere dwara bataye Gaya |Gmail ka password kaise Badal sakte hain| is artical ki sahayata se maine aapke Gmail ID se juden sari samasya ko dur kar diya hai |main asha Karta Hun Ki aapko ab Gmail ID ke password se Judi Koi samasya Ab nahin hogi |aap kabhi bhi Apne password ko badal sakte ho, Agar aapko isase Judi aur koi samasya ho, to mujhe comment Karen|
Agar aapko yah artical achcha Laga Ho To Apne doston ko bhi WhatsApp Facebook Instagram social media per share Karen taki main aapke liye isase naye naye topic la sakun Milte Hain agale article mein|
Aapka Din Shubh Ho|
0 Comments