Mobile Me Contact Number Kaise Save / Delete Kare ? - Hindi me ।

 Naye Mobile phone me contact number kaise save kare ? Hindi me ।

Aap me se Kai log aise hote Hain |Jo Apne naye phone mein contact number kaise save Karen| vah Apne purane contact number kaise laye| sab yahi sochte Hain To fikra mat kijiye| 



Aaj ke is artical mein Main aapko  mobile phone contact number se Judi jankari is artical mein bataunga to artical pura padhe| 

Read More:-

Hello doston to aap sab kaise ho| asha Karta Hun, Ki aap Sabhi acche Honge,To aaj ke is artical mein aapko mobile contact number ko ham apne Gmail account me contact number kaise save kare vh Apne contact number ko delete kaise kare Jisse aap kisi bhi number ko delete kar sakte hain। Is article mein aapko bataunga| ki kaise ham mobile Me save contact number ko computer/laptop me kaise dekhe vh apne contact number share kese kar sakte Hain|jisse aap kisi ko bhi number share kar sakte hain| agar aap bhi Apne contact number Kabhi delete Na, Ho yah chahte ho, to is artical ko pura padhen Aage badhane Se pahle is artical mein ham kya padhne wale Hain |yah Jaan lete Hain,To is artical mein ham padhenge |

1. Gmail account me contact number kaise save kare ? 2. Computer/ laptop me contact number kaise dekhe ? 3. Sim me number save Kaise Kare? 4. Turecaller par apni id kaise banaye-hindi me । 5. Naye Mobile phone me contact number kaise save kare -hindi 


gmail account me contact number save karne ka fayda -hindi

Aap me se Kai logon ka Gmail account to banaa hi hua hoga| agar aap chahte ho, ki aapke contact number kabhi bhi delete na ho ,to aapko naye contact number ko Gmail account mein save Karne se aapko fayda hai kyunki aap Jab Bhi naya phone lete ho ,to aapke Sabhi number jo aapane Apne Gmail account mein update kiye the vah wapas a jaenge agar aap bhi Gmail account mein Apne contact ko save karna chahte ho, to sabse pahle apna Gmail account banaa le Agar aapko Gmail account nahin banate aata hai to yah pade |


Apne Mobile phone ke contact number ko computer/laptop me kese dekhe - Hindi

Aap log Jante Hain Ki ham Apne computer laptop mein bhi contact number check kar sakte hain|iske liye aapko sabse pahle aapko  computer/laptop Me vha Browser open karna hain। Jisme Apka google account Login ho । ab aapko search karna Hoga। Apko google contact search karna hoga। Aapke samne ek page khulega |sabse pahle option per click karna hoga FIR aapke samne Sabhi  contact number khul jaenge niche tasvir mein dekhen| 


Sim me number kaise save kare - hindi

Aap apni sim card mein bhi contact number kaise sev kar sakte hain| sim card mein number sev karne se Jab Bhi aap apna mobile phone reset karte Ho, to SIM se number delete ho jaate Hain number ko delete hone se bachane ke liye aapko mobile se sim ko nikal kar reset maarna hoga jisse aapke  number delete Nhi honge । 

Turecaller par apni id kaise banaye-hindi me ।

Aapko sabse pahle Play Store se  truecaller app download  kar lena hoga |download hone ke bad aap apne detail dal de| detail dalne ke bad aapko apni profile mein apna Naam dal de taki Jab Bhi aap kisi ko call karte ho ,to aapka naam samne call kiye vyakti ko pata lagta hai |ab ham kya vishay per baat karenge|

Naye Mobile phone me contact number kaise save kare - hindi ।

Ab main aapko bataunga| ki Hum kaise  mobile me contact number kaise save kare -2 minute Me  aapko bataunga  । To Jaise Jaise main bataunga, aap Un step ko follow karke ya FIR tasvir mein dekhkar samajh sakte ho to chaliye shuru karte Hain| 

Step 1:- ab aapko sabse pahle phone ka option per click kar use Khol lena hai ।



Step 2:- aapko call app kholne ke bad aapko screen per do option dikhai de rahe Honge ,us mein se aapko contacts per click karna hoga ।



Step 3:- ab Jaise hi aap contact per jaaoge| aapko vahan per Ek Plus (+) ka icon dikhai de raha hoga use per click Karen ।



Step 4:- ab aapke samne ek page khulega| jismein aapko use vyakti ki detail dalna hogi |Jaise uska  Name, mobile number, gamil address , aadi dal sakte hain |

Step 5:- ab usi page ke sabse upar wale menu per click Karen |usmein aapko char option dikhai de rahe|  usmein se aap ek option ko select kar sakte hain| tasvir mein dekhen|

Step 6:- select karne ke bad aapko use contact number ko sev kar dena hai |



To aap Sabhi number kaise sev karte Hain| Jaan hi gaye Honge| ab ham dekhenge ki number delete kaise karen|

Mobile number kaise delete kare - hindi ।

Agar aap sev kiye hue number ko delete karna chahte ho, to aapko bus aur contact mein jakar use number per Ek bar click Karen FIR aapke samne ek page khulega |usmein sabse upar teen Bindu per click Karen aur FIR  delete contact per click karke delete kar sakte hain|


Conclusion :- to doston aaj ke is artical mein humne padha ki kaise ham  apne Mobile phone me contact number save Kaise Kare - hindi me jankari aapko acchi lagi hogi|aap apne doston ko bhi eshe  whatsapp, Facebook, Instagram  par share kare। Aaj kya tickle mein Bus itna hi FIR milenge Ek aur naya artical ke sath|

Apka din Shubh ho।

 

Post a Comment

0 Comments