Type Here to Get Search Results !

Mobile me google Play Store id kaise banate hain hindi me ।

0

apne Mobile se google Play Store id kaise banate hain hindi me । 2022 । 

google play store :- hello doston to kaise ho aap log asha karta hun ki aap Sabhi acche   Honge|Aaj Fir main aapke liye ek aur naye artical ke sath aaya hun to doston Aaj Ke is artical mein aapko bataunga|ki ham Apne play store ki ID kaise banaa(google play store ID create)  sakte hain । Agar aap Ek Android user Ya fir iOS user hai, to aapko play store ki id ki avashyakta padati hi hogi |



 Play store avashyakta hamen isliye padhati hai, kyunki ham Kisi bhi topic se Judi jankari Agar chahie| to ham Ek ki madad se use jankari se Jude app ko download (App download) karke ham dekh sakte hain| vah usse jankari ko padh bhi sakte hain| aise bahut se app hamen Play Store ke duwara aasani Se mil jaate Hain|jiska istemal karke ham Apne kam ko aasan banaa sakte hain| to aaj ke is artical mein Main aapko bataunga| ki kaise ham Play Store per ID banakar (google play store ID keise banaye) Apne pasandida app ko download kar sakte hain|artical ko pura Karen main aapko Play Store ID kaise banate hain| is artical mein yah bataunga| usse pahle kuch chije Samjh Lete hai| 

Play store app kya hai । What is play store app?

Aap sabhi jante hi honge|ki Apko play store se app download karne ke liye aapke pass Ek  Android phone Hona chahie|jismein Aap aap chala sakte hain|Bina Android phone ke aap play store nhi chala sakte hain। Aap me se Kai logon ko  paly Store id banate aati hain,our kai logo ko nhi aati hain| To me Apko jese-jese bata rha hu,thik ushi parkar Aap bhi  Step follow karke ya FIR tasvir Ko dekh kar Bana sakte hain|

Agar hum Aap ki baat kare|To play store par Char parkar ke aap dekhne Ko milte Hain|

  1.  Free App
  2. Buy App
  3. Movie 
  4. Book
Play store free App :- free App vha Aap hote hai|jinhe Aap  free download karke uska upyog kar sakte hai|
Play store buy App :- Buy app Vo Aap Hote hain |jinhe chalne ke liye aapko ushe Kharidna padta hai|ushe Kharidne ke Baad Aap usko chala sakte hain|
Play store Movies :- Aap Play Store movies ko bhi dekhna ho,to Apko us movie Ko bhi Kharid sakte hain| 
Play store Book :- Agar Aapko koi book padna ,To use bhi Aap  Play Store books Se Buy kar sakte ho|

Kya Esse pehle Aap Play Store ki yha Baat Jante the|Agar Jante the|to comment me karke bataye|Ab Ham play store Id kese Banate Hain|Dekhenge to Bane rhiye|



Play store id kaise banaye in hindi। 

Aapko mein step by step bataunga । Ki kese AAP Log mere duvra bataye Gaye|Es Trick ko follow karke,Aap Apne Mobile me play store ki Id ko Bana sakte ho,to Dosto mere duvra Step ko padhe v Apne Mobile me Try kare|

Step 1 :- sabse pahle aapko apne mobile phone mein Play Store ko Khol Lena Hoga| niche tasvir mein Dekhe|

Step 2 :-Uske bad aapko sign ine per click karna hoga| jese  aap log click karenge| aapke samne ek page khulega usmein aapse email mangega Agar aapke pass email Ho,to dal de nahin to aap myself per click karke ,agale page per jaen niche tasvir mein dekhen| 

Step 3 :- my self per click karne ke bad aapko naye page khulega| usmein aapko first name aur surname dalna hoga Uske bad agale page per click Karen|

Step 4 :- ab aapko basic information dalni hogi jismein aapko apni date off birth gender ne purush ya mahila select karna hoga |FIR agale page per click Karen tasvir mein dekhen|

Step 5 :- ab aapke samne ek page khulega| usmein aapko email ID Bata Rakhi hogi| usmein Se Koi Bhi Ek email id le ya FIR usmein Ek option hai tasvir mein dekhen|

Step 6 :- FIR aapko Ek new password dalna hoga| create strong password Aisa password Dale Jo aapko yad rahe| Jaise  (raju@1234, ramesh&2021,raM₹5424) aap bhi aise password Dale| niche tasvir mein dekhen|

Step 7 :- Uske bad naya page khulega jismein aapko page scroll karke niche  Yes ,I'm in par click karna hoga| tasvir mein dekhen |

Step 8 :- naya page khulega jismein aapko reviwe your account info page per niche agale page per click Karen tasvir mein dekhen|

Step 9 :- Uske bad aapko scroll karke sabse niche jakar I agree per click karna hoga tasvir mein dekhen|

Step 10 :- ab aapko bus Apne Play Store Ko Ek bar hata kar usse wapas kholen aapka Play Store chalu ho jaega tasvir mein dekhen|

Isase aapke do kam ho jaenge aapki Play Store ID bhi band gai aur Gmail ID  (gmail id kaise banye) ban gai to aapko yah post kaisi lagi comment mein batana|

Conclusion :- Main Aapka Dost Techblash Aap Mujhe comment me Batao । Ki Aapko Aaj ki Post  google play store ID kaise banaye Kesi Lagi। Our Apne Doston Ko Bhi  whatsapp, Facebook, Instagram Sabhi Par  share Kare। Eshi Our Post Padna Chate Ho,To Niche Subscribe Form Bharen|Thaki Post ka Notification Apko Mil sake|

Apka Din Shub ho ।

Tags

Post a Comment

0 Comments