Type Here to Get Search Results !

UPI PIN BHUL JANE PAR KIYA KARE | HOW TO CREATE NEW UPI PIN |

0

Hello Dosto to Kaise ho aap Log Asha Karta hu .Ki Aap Sabhi Acche Hoge | To Dosto Aaj Ke Is Artical Me Apko Bataunga | 

Techblash

Aap Logo Me Se kahi Eshe log hote hain. Jo Apne UPI Pin Bhul jate ho. Our Sochte ho ki Ab Hum kiya kare. To Dosto fikr mat karo. Aaj ke is Aartical Me Apko Bataunga. Ki UPI Pin bhul gaye to kiya kare Tatha Naya Upi Pin Banane ka Ashan Trika kiya hain | 

Read More:-

UPI Pin Bhul To Kiya Kare |HOW TO CREATE NEW UPI PIN |

Upi Pin Bhul Jane par Aap Fir se Naya Upi Pin Kaise Set Kar Sakte Hai | To Me Apko Bata Du ki Iske Liye Apke Paas ATM Card Our Register Mobile Number Hona Chaiye | Our Kisi UPI App Me Account Hona Chaiye | Udharan ke Liye Jese - Google Pay, Phone Pe, Pytam  Etc.  
New UPI Pin Create Karne ke Liya Aap In Teen Apps ki Madd Kar Sakte Ho | In Apps Ki Madd Se Aap Apne Upi pin Ko Enbled Kar Sakte Ho | In Apps Ka Naam Google Pay, Phone Pe, Pytam Our bhi Bhut Sare Apps he . Lekin India me ye Teen Apps Adhiktar Upyog Me Laye Jate Hein |

Naya Upi Pin Banane ke Important Document 

Agar Aap Log Bhi Online Transtion karna chate ho | To Apka UPI ID bana Huaa Hona Chaiye Jisse Aap Iski Madd Se Online transtion Kar Kar Sakte Ho . To Apko Apna Upi ID Banane Ki Liye Apke Paas teen Document Ki Avshaykta Padti Hain |
  1. Bank Main Account 
  2. ATM Card
  3. Mobile Number

Naya UPI PIN Set Our Reset Karne Ka Terika|

Agar Apka Naya Account Ho Ya Fir Purna Bank Account Ho |
Apko Usme Upi Pin Generat Karna Chate Ho | Ya Fir Upi Pin Reset Karna Chate Ho |Iske Alawa UPI PIN Change Karna Chate Ho ,To In Tariko Ka Upyog Kar Sakte Ho .
  • Apke Paas Bank Account  Ke ATM Card Ki Details Honi Chaiye | Jese - Card Number ke Last 6 number ,Expiry Date ,CVV Number ,ATM PIN Etc.
  • Apke Paas Vo Moblie Number Hi Hona Chaiye | Jo ki Apke Bank ke Account Se Link Hona Chaiye | Apko Us Number par OTP Milte Hain . Jisse Aap Apna Account Verify Kar Sakte Ho|

Google Pay Ka UPI PIN Bhul Gaye | Naya UPI PIN Kaise Banaye|


Agar Aap Bhi Apne Account Ko Google Pay Se Link Karna Chate Ho | To Iske Liye Apke Paas ATM Card Hona Jaruri hain | Our Register Mobile Number Jisne Apko OTP verify karna Hoga | To Chaliye Step BY Step Samjhte Hain|
  1. Sabse Pehle Apna Google Pay Open Kar Lena Hain|
  2. Apko Uske Baad Apni Google Pay ki Profile ko Open Karna Hain |
  3. Ab Apko Us Bank ko Selet Karna Hain .Jis Bank Me Apka Account Ho|
  4. Agar Aap Apna UPI Pin Change Karna Chate Ho. To Forget Par Click Kar|
  5. Iske Bad ATM Card ke Last ke 6 Number ,Expire Date ko Dale |
  6. Uske Baad Apke Paas Jo Register Mobile Number Hain Us Number Par OTP Aayega | Use Verify Kare|
  7. Uske Baad Aap Apna Naya UPI PIN Enter kare .Jese-1345,0000,8889,8989,4561 Etc.
  8. Uske Baad Apke Paas Congrets Your Massage Ayega Iska Matlab Apka Upi Pin Update Ho Chuka Hain |
Ab Hum Janege ki Agar Koi Phone pay ka Upyog Karta hain To Vo Kaise Naya Upi Pin Generate Kar Sakta Hain Caliye Jante Hain|

Phone Pe UPI PIN Naya Kaise Banye |

  1. phone Pe Open Kar Le |
  2. Apko Screen Ke Upar Apni Profile Par Click Kare Our OPen Kar Lena Hoga |
  3.  Profile Open Karne Bad Apko Niche Ki Tarf Bank Icon Dikhahi De Rha Hoga Us Par Click Kar Ke Apni Bank Ko Selet Kar lena Hain |
  4. Uske Baad Apke Samne UPI PIN Ka Section Open Hoga ,Uske Andar DO Option Dekhne Ko Milege | Change Our Reset ka Agar App Change Karna chate ho ,To Change Par Click Kare ,Agar Naya Banana Chate Ho To reset par Click Kare |
  5. Uske Baad Apke Register Mobile No. Par OTP Ayega | Ushe Enter Kar Verify Kar Lena Hein |
  6. Uske Baad Ek Naya Page Open Hoga Jha Apke Samne Naya UPI Banane Ka Option Open Hoga | Jha app apna naya upi pin dal sakte ho |
  7. Uske Baad Apke Paas Ek Massge Ayega | Jisme Apke UPI PIN Successfully Update Ho Chuke Hain |
Ab Apko Inhi Method Ka Upyog Karke Thik Isee Parkar Paytm Ka UPI PIN Change Ya Naya Bana Sakte Ho . Agar Koi Problam Aaye To Niche COMMENT Kare|

Conclusion :- To Dosto Aasha Karta Hu Ki Apko Aaj Ka Artical Ache Se Samjh Me Aya Hoga | App Is Artical Ko Apne Dosto KE Saath Social Media Par Bhi Share Kar Sakte Ho |

Me Apke Liye Ek Our Naye Artical Ke Saath Aaoga Aaj Ke Liye Bas Itna Hi |

Apka Din Shubh Ho |
Tags

Post a Comment

0 Comments