YouTube Thumbnail Kaise banaye? Hindi Me

 Hello Dosto to Kaise ho aap Log Asha Karta hu Ki Aap Sabhi Acche Hoge | To Dosto Aaj Ke Is Artical Me Apko Bataunga | 
Techblash
Ki Kaise App Log Bhi Apna Youtube Chennal Bana Kar Pese Kama Sakte Ho . To Dosto Aaj Ke Is Artical Me Apko Youtube Se Jodi Jankari Bataoga . Ki Kaise Aap Apne Youtube Chennal Ke Video Upload Karne Se Phele Apne Video Ka Thumnail Bana Sakte Ho.Our Apne Youtube Chennal Ke Viwes Bada Sakte Ho. 
Read More:-

To Dosto Aaj Ke Is Artical Me Main Apko VIdeo Thumnail Banane Ke Kuch Apps Ke Bare Me Batunga .Our Thumnail Size ,Chennal Logo , Chennal Background Image In Sabhi Ke Bare Me Batunga . Ki Youtube Thumnail Kaise Banaye  To Chaliye Shuru Karte Hain .

Thumbnail Kya Hain |

Thumnail Ek Image Hoti Hain | Jo Ki apke Video Ki Sundarta Bada Deti Hain | Apka THumnail Jitna Acha Hoga | Log Utna Hian Apka Video Dekhana Pachan Karege | Agar Aap Jitna Acha Thumbnail Banaoge | Apke Video par Tarffic Aane Ki Sambhavna  Bad Jate hain  Our subscriber Bhi Badte Hain.

Youtube Thumbnail Ka Size Kitna Hona Chaiye |

Apko Thumbnail Banane Ke Liye Play Store Se App Download karna Padega | App Me Thumbnail Ka Size Pehle Se Hi diya Hota Hain | Agar Apko Nhi Pata Hain , To Bata Du Ki Thumbnail Size 1280*720 Honi Chaiye| Tath Thumbnail Photo JPG,PNG,GIF Format Main Hona CHaiye|

Youtube Video Main Thumbnail Lagna Kiya Jaruri Hain |

Youtube video Thumnail Bahut hi Important Hain . Agar Aap Short Video Banate hain .To Usme Apko Thumbnail Ki Koi Jarurat Nahi Padti Hain . 
Lekin Aap Bada Video Bante Hain To Apko Thumbnail Banane Ki Jarurat Padti hain , Aap Jab Bhi Video Upload Kare , Tab Us Video Se Relatad Thumbnail Bana Le | Ab Hum Janege Ki Thumbnail Kaise Banate Hain |
Read More:-

Impressive Thumbnail Kaise Bante Hain |

Agar Aap Bhi Ek Acha Video Thumbnail Banana Chate Ho To Apko Play Store Par Jakar In App Do Apps Ko Download Kar sakte Ho . 

  1. Pixellab
  2. Picsart 
TO Chalo Me Apko Inke Bare Me Bata deta ho |

Pixellab 

Pixellab Ek Photo Editor Aur Thumbnail Maikar App Hain .Jiski Madad Se Aap Apne Photo Our Thumbnail Ko Ek Impressive Look De Sakte Ho . Pixellab Main Editing Karne Ke Liye Apko Kahi Sare Photos Diye Gaye Hote Hain .Jiski Madad Se Aap Achi Editing Kar Sakte Hain | Yha App Apko Free Our Paid Dono Tarike Se Iska Upyog Kar Sakte Ho |

PicArt

Picart ek video aur photo editing app hai. jiski madad se aap apne photo ko Attrective look de sakte ho. Picart  mein editing karne ke liye Apko kai sare Pictures aur Filtters diye gaye hai. jinki madad se aap ek achi editing kar sakate hain. yah App Apko Paid aur Free donon Tariko se milata hai. agar aap chahe to is eplikeshan ka paid varsion Bhi  kharid sakate ho. jo Apke photo ko aur jyaada aakarshit Banane Mein Madad karega. ped varsion mein Apko free varsion ki tulana mein bahut jyada pheechars milate hai. is eplikeshan ko aap Ashani  se googal Par Search se Download kar sakate hai |

Conclusion:- To Dosto Asha karta Ho . Ki Apko Aaj Ka yha Artical Acha Laga Hoga |

Aap Ishe Apne Dosto Ko socail Media Par Bhi Share Kar Sakte Ho . Milte Hain Ek Our Naye Artical Ke Sath Aaj Ke Liye Bas Itna Hi |

Apka Din Shub Ho |

Post a Comment

0 Comments