Hello Dosto To Kaise Ho ,Aap Log Asha Karta Hu Ki Aap Sabhi Ache Honge | To Dosto Aaj Fir Se Main Apke Liye Ek Our Naya Artical Le Kar Aaya Hu ,
Aaj Ke Is Artical main Apko Google Map Ke Bare Me Bataoga | Ki Google Map Ke Upyog Se Apni Journey Google earth ko Ashan Bana Sakte Ho .google Map ki Shayta se Pure duniya ke Map Dekh Sakte hain . To Chaliye Google Map ke Bare Main Our Jante Hain .
Aaj Ke Is Aartical Main Google Map ke In Topics Ke Bare Me Baat Karege|
Google Map Kiya Hain|Google Map Ka Istemal Kaise Kare |
Google Map Ki Madad Se Apni Location Par Kese Pahuchen |
Google Map Me Live Location Kaise Share Kare |
Whatsapp Par Loction Kaise Share Kare |
Conclusion
Read More:-
To Aaj ke Is Artical Me Inhi Topics Baat Karege To Chaliye Shuru Karte Hain|
Google Map Kiya Hain|
Google Map Ka Istemal Kaise Kare |
Google Map Ka Upyog Karna Bhut Ashan Hota Hain | Google Map Apko Apne Mobile Main Dekhne Ko Mil Jayega | Google Map Ko Alag Se Download Karne Ki Jarurat Nhi Hoti Hain |Yha Pehle Se Hi Apke Android Me Dekhne Ko Mil Jata Hain |
Is Aap Delet Nhi Kar Sakte Hain |
Google Map Ki Madad Se Apni Location Par Kese Pahuchen |
To Chaliya Ab Hum Janege .ki Kaise Aap Google Map Ka Upyog Kar Sakte Ho . Aap Google Map Ka Upyog Khi Bhi Kar Sakte Ho . Google Map Ki Shayta Se Aap Agar Koi Rashta Pata Nhi To Condition Me Aap Google Map App Ka Upyog Kar Sakte Ho .Ye Apko Apki My Location Par Puhcha Dega |
To Chaliye Dekte Hain .Iska Upyog Hum Kaise Kar Sakte Hain|
- Apko Apne Mobile ko Open Kar Lena Hain |
- Uske Baad Apko Uper Ki Our Search Bar Dekhai De Rha hoga Vha apko Kha Jana Hain |Vo typing Kare |
- Uske Baad Apke Samne Ek Naya Page Open Hoga | Jha Apko vo Rashta Map me Dikhai Dega Jha Apko Jana Hain|
- Ya Fir Aap Choose Your Starting Point Me Jakar Abhi Aap Jha Par ho Our Apko Kha jana Hain. Vo Loction Daal Sakte Ho|
- Jiske Baad Apke Samne Map Open Ho Jaye |
- Jisme Apko Niche Apko Time Our Destines Bata diya Jayega |
- Ab Apko Bas Niche Start Ka Option Dikhai De Rha Hoga Us Par Click Kar|
Google Map main Live Location Share Kaise Kare |
aapko bata de ki google maps ek manachitr
app hain jiski madad se ham duniya ki kisi bhi jagah jo ki google maps me
listaid hain | usaka location chek kar sakate hain| iski madad se ham apane
daistination ke baare me Mobile se Location Share Kaise Kare? sampoorn jaanakari jaise distance, location ityaadi sabhi tarah ki jaankari pata
kar sakate hain.
- Sabse Pehle Apko Apne Mobile Me Google Map Ko Open Kar Lena Hain|
- Uske Baad Me Apko Apni Location Dikhai De Rhi Hogi |
- Apko Uske Baad Uper Apne Account Par Click Karna Hoga|
- Jese Hi Aap Account Open Karege Vha Apko Location Sharing Ka Option Dikhai De Rha Hoga ,Us Par Click Karke Aap Apni Location Ko Share Kar Sakte Ho|
Whatsapp Me Location Share Kaise Kare ?
Aap Me Se Kahi Log Hoge | Jinhe Location Share Karti Nhi Aati Hogi ,To Me Apko Bataga ki Whatsapp Par Location Share Kaise Kar Sakte Ho , Aap Bas Mere Duvara Bataye Gaye Steps Ko Follow Karna Hain|
- Apko Apne Mobile Mein Whatsapp Ko Open Kar Lena Hain|
- Ab Apko Us Vekti Ka Account Open Karna Hain Jese Aap Location Share Karna Chate Ho |
- Open Karne Ke Baad Apko Niche Text Bar me Link Ka Icon Dekhai De Rha Hain | Us Par Click Karna Haoga|
- Uske Baad Apke Samne Five Option Honge ,Jisme Apko Location Ke Option Par Click Karna Hain|
- Ab Apke Samne Apki Location Open Ho Jayegi Aap Apni Location Ko kitne Time Ke Liye Live Rakhna Chate Ho ,Vo Apko Select Kar Lena Hain Our Location Ko Share Kar Dena Hain |
Conclusion :- To Dosto Aaj Ka Artical Apko Kaisa Laga | Agar Apko Is Artical Ki Madad Se Kuch Nayi Jankari Janne Ko Mili Ho To Ishe Apne Dosto Ke Sath Social Media Par Bhi Share Kar ,Milte Hain Ek Our Naye Artical Ke Sath |
Aapka Din Shub Ho |
0 Comments