Mobile Phone ko update kaise kare ?

 Moblie phone ko update kaise kare 

Aap me se Kai logon ke pass mobile phone to hoga hi | our aap sabhi ko samay-samay par mobile update Karna chahiye|to chaliye shuru karte Hain|

Techblash


Hello dosto to aap sabhi kese ho,to aap sabhi ache Honge|to Fir se me Apke Liye Ek our naye Aartical ko le kar Aaya hu | to Aaj ke is Aartical me Apko bataunga|ki  Mobile update kese kare (New trick 2022) | Software Update Kaise Kare in Hindi to Aaj me esh Aartical ki madad se aapko mobile update se Judi sari jankari bataunga| Aage badne se pehle mobile update se Judi jankari Jaan lete Hain|ki Apko kin-kin Bataon ka dhyan rakhna chahiye |Sabhi baton ko ek ke bad Ek bataunga | to is artical ko pura padhe|

Moblie heng hone ke karan ? । Moblie phone update kyun kare? । Android mobile update kaise kare? । Moblie update kaise check kare? । Moblie update karte samay battery check kare? । Moblie ko fast banane ka kiya Tarika hain - hindi me । Software update karne ka sahi tarika? - Hindi

 

 Mobile Phone Heng Hone ka Karan ।

Agar aap ek mobile user hai| to aapko aaye Din mobile phone hang hone ki samasya hoti hai |aapka mobile phone do karnon Se hi Hota hai|

Read More:-

1. Storage adhik hone ke karan se ।

2. Software update na hone ke karan se ।

Aapko mobile hang hone se bachane Ke Liye apne mobile mein clean master app download karna hoga| vah iske upyog se aapka mobile hang nahin hoga| tatha Apne mobile phone software update Karen|jisse mobile hang nahin hoga |


Mobile update karte samay battery life Kitna hona chahiye |

Agar aap apne mobile mein aaye hue| mobile update ko download karne ki soch rahe ho to yah Baat Jaan le aapko mobile software update karne ke liye kam se kam 50% se 75% aapke mobile mein charging hona chahie |tatha apne mobile ka internet chalu hona chahie |ya FIR WiFi Se download kar rahe ho to jab tak software update Na Ho jaaye| tab tak Wi-Fi band na Karen |nahin to software update nahin Ho payega|

Android mobile phone me software update kyun kare ? 

Agar aap nahin Jante ho,to Jaan le software update Karne Se hamare mobile mein Kai naye features dekhne ko milte Hain |Jaise -camera game tools video effect aadi jisse hamare mobile adhik se chalta hai software update ke bad hang hone ki samasya dur Ho jaati hai chaliye Ab hamare mein topic per baat karte hain|

Software update karne ka Sahi Tarika  |

Agar ab hum  software update kese kare ? । Baat kare, To Apne se sabhi ko Alag-Alag mobile phone se ka upyog karte Honge|to main aapko software kaise update karte hain| step by step bataunga| chaliye Jante Hain|
Step 1 :- aapko sabse pahle Apne setting ko Khol Lena hoga|


Step 2 :- setting ko kholne ke bad aapko about phone ya software update ke option per click karke Khol lena hai|


Step 3 :- Uske bad aapko update per click kar lena hai|abhi mere isme Koi bhi update nhi he. Agar apke isme aaya he to yha click kar update kar le |


Step 4 :- ab aapke samne Ek Naya page khulega| usmein aapko download update kar click kar lena hoga|


Step 5 :- software download hone ke bad aapke samne Ek Naya page khulega| usmein aapko repoot now ke option per click karke repoot kar le|
Step 6 :- kuchh samay intezar Karna Hoga| iske bad aapka update successfully complete ho jaega|

Conclusion :- to doston aaj ka Aartical  software update kaise kare? apko kaisa laga|Agar aapko software update se Judi jankari chahie to comment Karen |our Apne doston ko bhi  whatsapp, Facebook, Instagram par share kare ।
FIR milenge Ek aur naye artical ke sath aaj ke liye Bus itna hi|
Apka Din Shub ho

Post a Comment

0 Comments