YouTube channel delete kaise kare? ।

 YouTube channel delete kaise kare hindi me। 

YouTube channel ko Delete kese kare Hindi mein jane|

Hello doston to kaise ho,Aap log Aasha Karta Hun|Aap sabhi Ache Honge|To Aaj Fir se Ek Naye Aartical par hum Baat Karenge|To Aaj ke Es Aartical Me Aapko Bataunga|

Techblash

 ki Youtube Channel delete kaise kare To Aap me se Kai logon ka youtube channel To Hoga hi|Kai logon ka To Ek se Adhik hote Hain|Kintu jab Ek Se Adhik channel Banate Hain|To Hame  youtube channel par video upload karne Hote hote Jisse Ham Adhik channel per  video upload Nhi kar Pate Hain |Jisse hame Apne Aapne Dusre  YouTube channels ko Delete Karna padta hai|To Dosto Aaj ke Es Aartical Me Aapko Bataunga|Ki Bakhi  YouTube channel ko permanent band kaise kare To Doston Aartical pura padhe ।

Read More:-

YouTube par channel delete karne ke do tarike hindi me
  1. Youtube Channel Delete Kaise kare mobile se 
  1. how to delete youtube channel on pc me kaise kare

To jaisa ki aap logon per do tarike dekh rahe Hain| ine donon tarikon mein Ek hi Jaisi step hoti hai| mobile mein aapko Google page ko desktop site mein kholna padta hai| aur PC mein bus Google kholna Hota hai| yah to donon mein kya fark Hota hai |humne dekh liya ab ham  youtube par chennal delete karne ka sahi tarika kya hota hai| aur kaise ham  parmanet youtube channel kaise delete kare Sakte hain| YouTube channel ko delete kaise kare । how to delete youtube channel in hindi to doston ab main aapko bataunga| ki kaise ham how to remove youtube channel parmanet to aap mere dwara bataye Gaye step ko follow kar aap bhi apna  youtube channel delete kar paoge| artical pura padhe|

Read More:-

Step 1 :-   Go to YouTube

Aapko sabse pahle Google per jakar YouTube search kar lena hai| uske bad YouTube kholen|

Step 2 :- Open your chennal

YouTube khulne ke bad aapko Apne YouTube channel ko Khol Lena hoga| Uske bad tasvir mein dekhen|

Step 3 :- Opne customize chennal

Apne channel ko kholne ke bad aapko customize channel per dabae aur usse khol le|to aapko Ek Naya page YouTube studio khul jaega| tasvir mein dekhen|

Step 4 :-  Tap on delete chennal

Aapko YouTube studio khulne ke bad sabse niche Dekhe aapko setting ka option dikhai de raha hoga| us per dabaiye| Ek Naya page dikhai dega| usmein dusre number per channel per click Karen| Uske bad Ek aur naya page khulega usmein advance setting per click Karen| usmein aapko sabse niche remove YouTube Content per click Karen| tasvir mein dekhen|

Step 5 :- Enter your possword

Aapane Jaise hi content per click Karenge| aapke pass Ek Naya page khulega|usmein aapko apna email ka password dalna hoga|Uske bad tasvir mein dekhen|

Step 6:  Select Option

Ab aapko do option dikhenge|
I Want To Hide My Content
I Want To Permanently Delete My Content
Agar aap apna account parmanently delete karna chahte ho,to dusra wala option aur hide karne ke liye pahla wala option click Karen|

Step 7: Tap On Delete My Content

I Want To Permanently Delete My Content option select karne ke bad aapke samne Ek list open hogi |jismein likha Hoga ,Ki YouTube channel delete Karne se aapke Kon-Kon se content delete ho jaenge, us list per click karke theek Karen, aur delete my contact per ok kar dijiye|

Step 8:  Enter Email ID And Click Delete My Content

 Aapko aap click karne ke bad aapke samne Ek popup window open hogi jismein aapko apna email id dalna hoga| email id dalne ke bad delete my contact per click kar dijiye ,ab aapka YouTube channel delete ho chuka hai|

Conclusion :- To Doston Aaj ka Aartical  YouTube channel delete kaise kare? How to delete youtube channel 2022 । Aapko kaisa laga comment karke bataiye aur achcha Laga Ho To Apne doston ko bhi social media per share Karen taki unhen bhi kuchh nahin jankari mil sake main aapke liye aur aise Naye-Naye artical lekar Aata rahunga Agar pahli bar post per aaye Ho To niche form bhar le taki aapko Naye-Naye artical ke update mil sake asha Karta Hun Ki aapko artical  moblie phone se YouTube channel delete kaise kare achcha Laga hoga milte Hain agale article mein|

Aapka Din Shub ho|


Post a Comment

0 Comments