YouTube par Live stream kaise kare ?

How to Live streaming on New youtube channel in Hindi

YouTube par aap kya - kya Live stream kar sakte Hain :- hello doston to kaise ho aap log main aapka dost aapke bich mein Ek aur naya artical lekar Aaya hun|aaj ke is artical mein ham  Live streaming kaise kare youtube par is artical mein Main aapko yahi bataunga|

Techblash

Ki kaise ham Bina 1k subscriber ke live streaming kaise kar sakte hain| (How to live stream youtube on without 1k subscribers) to doston artical per naye aaye ho to isase pura padhe|

taki Aap Bhi Apne channel per  live stream start on YouTube kar sakte ho|aaj ke is artical Main aapko  YouTube live stream se Judi panch topic per baat karenge ine part topic ko padhakar |aapki  youtube Live streaming se Jude sari samasya dur ho jayegi|YouTube ke woh Paanch topic kuch is prakar hai|
‌youtube chalu karna hain kaise kare ?
‌youtube par aap kya - kya Live stream kar sakte ho ?
‌YouTube par live stream karne ke fayde ?
‌live stream se pase kese kamaye youtube par ?
‌Naye YouTube channel par Live stream kaise kare ? 

 Artical pura padhe asha Karta Hun Ki aap artical pura padhenge |


YouTube chalu nhi ho rha kya kare ?

Agar aapka YouTube chalu nahi ho raha hai, to iske do Karan ho sakte hain|pahla yah ki aapke internet mein dikkat ho rahi hai|To Apne internet ko dekh le chalu hai ya FIR band hai|dusra Karan yah bhi ho sakta hai ki aapane apna YouTube app ko update nahin kiya ho to yah donon tarike Try Karen| ab chalte Hain agale topic per,


youtube par aap kya - kya Live stream kar sakte ho ? 

Agar Hum youtube par Live stream Ki Baat Karen, to YouTube per ham sab kuchh live kar sakte hain|Agar ham Baat karen to YouTube per ham Gaming live stream, vlog Live stream, Live classes,live song,live darshan, aadi kar sakte hain| ab chalte Hain, agale topic per, 

Read More:-

YouTube par live stream karne ke fayde ?

Ab ham YouTube live stream ke fayde Ki Baat karen, to ham live stream karke| ham YouTube dwara bataye Gaye niyam Jaise 4000 Ghante v 1k subscriber pura kar sakte hain| live stream karke aap apne subscriber bada sakte ho,ab chalte Hain| agale topic per, 

live stream se pase kese kamaye youtube par ?

Agar Hum youtube live earn money ki baat kare, to Aap live stream se bhi bahut paisa Kama sakte ho|per iske liye aapko pratidin live stream time table banana hoga| vah usi time per aap live stream karo| YouTube se pase kamane ke liye aapke channel per Van ke subscribers aur 4000 watching time complete hona chahie|Uske bad aapko Apne channel ko monetize karana hoga| tabhi aap YouTube se Money Earn kar sakte ho ab chalte Hain| agale topic per, 

Naye YouTube channel par Live stream kaise kare ? 

Ab ham Apne men topic per baat karenge| aaj ka hamara topic  How to Live stream on YouTube in Hindi Hain। Aap mujhse Kai logon Ka YouTube channel To Hoga hi| aur aapane Kai bar live karne ki koshish bhi Kari hogi|lekin aap live stream nahin kar paate ho to doston aapko live stream chalu karne ke liye aapko Apne  youtube channel Ko verify karana padta hai| uske bad aap live kar sakte ho ,ab aapke man mein a Raha Hoga|Ki ham  youtube channel verify kese karaye ?  To tension mat lo aap Sahi article per aaye Ho To jese-jese Main aapko bataunga theek usi prakar step ko follow karke ,aap bhi aapke YouTube per jakar Try Karen |Agar nahin samajh mein aaye To niche tasvir dekhen|

Step 1 :-  apko Sabse pehle apna YouTube khol Lena hoga|

Techblash


Step 2 :- aapko Uske bad Apne YouTube channel ko Khol Lena hoga|

Step 3 :- YouTube channel kholne ke bad aapko customize channel per click karna hoga| 

Techblash

Step 4 :- aapke samne ek page YouTube studio ka khulega agar aap mobile se kar rahe ho to aapko page ke upar 3 dot per click karke desktop site mein kar lena hai|aapko YouTube studio page per sabse niche setting ka button dikhai de raha hoga| aapko use per click karna hoga| 

Techblash

Step 6:- ab aapke samne naya page khulega|aapko usmein channel per click karna hoga|Jaise hi aap channel per click karenge|To teen option dikhai denge|usmein teesre number ke option per click Karen jismein aapse aapke mobile number dalne Honge| Jaise hi aap sabhi detail dal dena hai|

Step 7 :- ab aapko save ke button per click kar lena hai|Uske bad YouTube se bahar a jana hai| aapko abhi live nahin karna hai aapko 24 ghante intezar Karna hoga|Uske bad aap YouTube Khol le| Fir Plus ke icon per click karke live kar sakte ho |

start live


Conclusion :- To dosto Aapko how to use YouTube live stream on 2023- in Hindi Apko Kesa laga , Agar  Doston Apka YouTube channel Live nhi ho rha hain  To follow kare। Agar aapka YouTube channel live nahin ho raha ho, to mujhe niche comment box  me comment karke Bataiye, main aapko  Ek shot video bana kar| Apke whatsapp ya Instagram par Bhej duga।

Agar artical achcha Laga Ho, To Apne doston ko bhi share Karen|taki vah bhi  apna youtube channel Live kar sake । 

Apka Din Shub ho|

Post a Comment

0 Comments