call waiting kya hain ?

 Call Waiting Ko Activate Kaise Kare - hindi me jane

Techblash

Call waiting kees kaam aati hai - hello doston to kaise ho, to aap sabhi log acche honge|to fir se aapke bich ek aur naye artical ko lekar aaya hun, main aapka dost Viraj to doston aaj ke is artical mein ham ek important topic per baat karenge|to aaj ke is artical mein main aapko bataunga ki call waiting kya hai call waiting ka kya Kam hota hai aap mese Kai logon ko call waiting features ke bare mein nahin pata hota hai ki call waiting ka upyog kaise karte hain.  Call waiting  se hone vale fuyde |is artical mein ham call waiting features ko enable ya disable kaise kar sakte hain| yah samjhenge to chaliye shuru karte Hain |


Call waiting kya hain । What is call waiting - Hindi

Call waiting features Ek usefull features hain । Aap main se kai Log Android phone Upyog karte hain | Call waiting features Ka Upyog jab bhi kisi vyakti ya apne Dosto se baat karte hain , To jab Koi Tisra Vyakti Apko call karta hain। To us tisre vykti ko pata chal jata hain। Ki Aap kisi Anya call par vyast hain । Our Fir Aap sabhi jante hi ho kya Hota । Agar patni ka phone Aaya Our Esha sun Liya To fir Aap Jante hi Honge ।  agar Aap Bhai chate ho Ki Apke Sath Bhi Esha Na Ho, To Abhi call waiting features Ko on kare । Aap Samjh Gaye Honge | call Waiting kis Kaam Main Aata Hain । Chaliye aage Badte Hain |

Call waiting ka Matlab kiya hota hain। Call waiting meaning in Hindi 

What is call waiting called in Hindi?

 Call waiting  Ka Arth Hota hain।Aavhan Particsha hota hain ।

Call waiting ke kya Fayde hain। What are the benefits of call waiting? - Hindi ।

Apne call waiting kya hain। Ye To Jaan hi liya Hoga। Call waiting Chalu karne se kya hota hota Jante Hain।  Jesa ki Mene Pehle hi bata Diya Tha । upar agar hamara call waiting features  to jab bhi hum Kisi our se baat karte hain। Agar uske Bhich main kisi ne call kar diya,Jese grilfriend,wife,mom&ded , friends Koi bhi call kar sakte hain। Our Unhe pata chal jata hain । Fir kiya hota hain । Aap jante hi Hoge । Call waiting features Ko On karne se jab Bhi Aap Kisi se Baat kar Rhe Honge। Tab Kisi Tisre Vyakti call call  Aayega । Tab us Tisre Vyakti ko yha pata Nhi Chalta hain। Ki Aap kisi Any call Par Vysta Ho । Jab Vha tisra vyakti call Karega । To Apke Pass Ek Notification Aata hain।  To Aap Bhich Me uska call Utha Sakte ho। Chaliye aage Badte Hain।

Mobile Me call waiting  Activate Kese kare ।How To Activate Mobile Me Call Waiting. In Hindi

To Ab hum Apne Mukhy Vishay par Baat Karenge । ki Kese Hum Android mobile me call waiting setting ko ON/Off kar sakte hain। To Jese-Jese main apko bataunga Thik parkar Aap Bhi Apne Mobile Phone Me Try  kare । Taki Aap Bhi Apne Mobile Me call waiting features ko Enble/disable kare। To Aage Badte hain।

Step 1 :- Apko Apne Mobile Main dail pad ko Khol Lena Hoga । 

Step 2 :- Apko dial pad screen Me Sabse Upar setting ka Ya Fir Teen Bindu ka icon dikhayi de Rha hoga, Us par click kare । Niche Tasvire Main Dekhe ।

Step 3 :- Uske Baad Apko call waiting ka Ek option dikhai de Rha Hoga Us Par Click kare।

Step 4 :- Apko Bas Ushe Enble (chalu) kar dena hain ।

Ab Apko Pata chal hi Gaya Hoga। Ki Aap Mobile me call waiting Kese Set kare ।

Read More :-

Computer Hardware Ke Bare Main Jane |

 Chaliye Aage Badte Hain। 

Call waiting band karne se kya hota hain? 

Aap Agar call waiting ko band karna chate Ho, apko fir se Mane Jese Upar Bataya hain। Thik ushi parkar se Aap Wapas ushe Disable Bhi kar sakte Hain। Ya fir dialpad Me  #43# Es USSD code ka upyog karke Aap call waiting ko Band kar sakte hain। 

Mobile me call waiting kese chalu kare?

Agar aap chate hain। Ki bina setting Khole । Hum call waiting features kese Chalu kare। To eske liye Apko dialpad Me Apko USSD Code *43# Dial karna Hoga। Isse Apka call waiting chalu ho Jayega ।

Kese Dekhe Ki call waiting Enble/disable Hain। 

Agar Aap Chate ho , Ki Apka call waiting features chalu ya Band Hain, To Apko iske Liye dial pad Me USSD Code  *#43# dial karna Hoga। Jisse Aap call waiting status check kar sakte Ho। 

Conclusion :-

To dosto Aaj ka Artical Apko Kesa Laga। aaj ke Article Me humne Apko Bataya ki call waiting features kya Hota hain । our Hum Mobile call waiting features ko Band/chalu kese kar sakte Hain।

Agar Apko Artical Acha laga ho To Apka Ek Minute  Bhi Nhi Lagega Esko Share karne Me , To Eshe Apne Dosto Ko share kare ।  

Apka Din Shub ho |

Post a Comment

0 Comments